Har taraf khamoshi ka saya hai Zindagi me pyaar kisne paya hai Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai Dekho aaj phir peekar aaya hai