Diwali Gul ne gulshan se gulfam bheja hai sitaro ne gagan se salam bheja hai Mubarak ho apko ye DIWALI Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai
Phool ki shuruvat kali se hoti hai Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai Happy Diwali
Makki ki Roti Nimbu ka Aachar Suraj Ki Kirne Khushiyo ki Bahar Chand Ki Chandi Apno ka Pyar Mubarak Ho Aapko DIWALI ka Tyohar
Safalta Kadam Chumti rahe Khushi Aaspas ghumti rahe Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye
Aai aai Diwali aai Saath me kitni Khushiya laayi Dhoom machao mauz manao aap sabhi ko Diwali ki badhai Happy Diwali
Diwali Parva hai Khushio ka Ujalo ka Laxmi ka Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho Duniya ujalo se roshan ho ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho
Diwali aai masti chahi rangi rangoli deep jalaye Dhoom Dhadaka chhoda phataka jali Phuljadiyan Sabko Bhadaye Happy Diwali
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
May the Divine Light of Diwali Spread into your Life Peace Prosperity Happiness and Good Health Happy Diwali
Ek Dua Mangte hai hum apne Bhagwan se Chahte hai Aapki Khushi Pure imaan se Sab Hasratein Puri Ho Aapki Aur Aap Muskaraye Dil o Jaan se Happy Diwali